Best Matlabi shayari | matlabi dost, pyaar shayari in hindi 2022

Matlabi shayari in hindi ek aisi shayari ki collection jise padhkar aapko matlabi logo ke baare me gyaan to hoga hi sath sath is matlabi shayari se aap log un logo ko pehchaan sakte hai jo aapke jeevan me mehaj matlab ki yaari ke liye hai.
Matlabi duniya se matlab ki yaari rakhne me hi samajhdari hoti hai warna apna matlab pura hone pe wo aapko apne matlab anusar use karke chhod denge.

Is post se hum aapko kuch aise matlabi logo se savdhaan rehne ki salah dete hai aur aasa karte hai ki is matlabi shayari in hindi,matlabi shayari , matlabi shayari 2 lines, matlabi shayari image ki shayari aap sabhi ko zarur pasand aayegi.

PLEASE AAP SABHI POST KO SHARE KARE JISSE HUMHE AAP TAK PAHUCHNE ME AASANI HO.❤️

MATLABI SHAYARI IN HINDI

Matlabi shayari in hindi

Kisi ko kadar nahi kisi ki is duniya me,
Kalke jo dost the aaj wo matlab ke yaar hain.
किसी को कद्र नहीं किसी की इस दुनिया में,
कल के जो दोस्त थे, आज वो मतलब के यार हैं।

beti quotes

Matlabi log status

Bahut hua pyaar mohabbat aur sammaan
Ab jaisi matlabi duniya waise matlabi hum.
बहुत हुआ प्यार मोहब्बत और सम्मान
अब जैसी मतलबी दुनिया वैसे मतलबी हम।

MATLABI SHAYARI,मतलबी शायरी इन हिंदी

Matlabi quotes

Sacche pyaar ki pehchaan to berozgari me hoti hai,
Naukri lagne ke baad Rishtey to khud aane lagte hai.
सच्चे प्यार की पहचान तो बेरोजगारी में होती है,
नौकरी लगने के बाद रिश्ते तो खुद आने लगते है।

Kisi ne sach hi kaha hai,
Aasu aaye to khud hi poch lena,
Log pochne aayenge to sauda pehle karenge.
किसी ने सच ही कहा हैं,
आसू आए तो खुद ही पोछ लेना,
लोग पोछने आयेंगे तो सौदा पहले करेंगे।

matlabi log shayari in hindi

Matlabi yaar dosti shayari

Matlab ki duniya thi matlab ke dost the
Hum bewajah logo se wafa ki umeed kar rahe the.
मतलब की दुनिया थी मतलब के दोस्त थे,
हम बेवजह लोगो से वफा को उम्मीद कर रहे थे।

Aajkal log to bhagwaan ko bhi matlab se yaad karte hai,
Mein to phir bhi bina matlab ka ek aadmi hun.
आजकल लोग तो भगवान को भी मतलब से याद करते है,
में तो फिर भी बिना मतलब का एक आदमी हूं।

Matlab tha to mere sath thi,
Aaj kisi aur ke sath ho chali,
Ye duniya hi matlabi hai ya,
log matlab se pyaar karte hai.
मतलब था तो मेरे साथ थी,
आज किसी और के साथ हो चली,
ये दुनिया ही मतलबी है या,
लोग मतलब से प्यार करते है।

matlabi log shayari in english

Mandiro ki bhedh batati hain,
Ki sehar me matlabi kitne hain.
मंदिरों की भीड़ बताती हैं,
की सेहर में मतलबी कितने हैं।

Jalan matlabi shayari image

Mere gam se kisi aur ko nahi hota gam
To ab jaisi matlabi duniya waise matlabi hum.
मेरे गम से किसी और को नही होता गम,
तब अब जैसी मतलबी दुनिया वैसे मतलबी हम।

Matlabi dost mile matlabi pyaar mila
Logo ne mujhe apne matlab ke hisab se istemaal kiya.
मतलबी दोस्त मिले मतलबी प्यार मिला,
लोगो ने मुझे अपने अपने मतलब के हिसाब से इस्तेमाल किया।

Meri jeb me zara si surak kya huyi
Saare dost ,yaar, ristedaar sab sikko
Ki tarah kab gir gaye Pata bhi na chala.
मेरी जेब में जरा सी सुराख क्या हुई,
सारे दोस्त, यार, रिश्तेदार, सब सिक्को की तरह
कब गिरते गए पता ही न चला l

Mujhe bada gurur tha meri mohabbat par
Rishtey ki baat badi to paisa bich me aa gaya.
मुझे बड़ा गुरुर था मेरी मोहब्बत पर,
रिश्ते की बात आई, तो पैसा बीच में आ गया।

Matlabi log shayari status quotes

Matlabi pyaar shayari

Tumse ishq kiya to pata chala
Mohabbat matlabi bhi hoti hai.
तुमसे इश्क किया तो पता चला,
मोहब्बत मतलबी भी होती है।

Ishq to paak tha khuda ki tarah,
Kuch matlabi logo ne iska naam kharab kar diya.
इश्क तो पाक था खुदा की तरह,
कुछ मतलबी लोगो ने इसका नाम खराब कर दिया।

follow us on Instagram

matlabi duniya shayari in hindi

Sayad matlab ki yaari thi dosto ki mujhse,
Warna Naukri lagte hi dost badal nahi jaate.
सायद मतलब की यारी थी दोस्तो की मुझसे,
वरना नौकरी लगते ही दोस्त बदल नही जाते।

Logo ki to fitrat hi matlabi hoti hai,
Imandaar aadmi khud se rahe itna kafi hai.
लोगो की तो फितरत ही मतलब होती है,
ईमानदार आदमी खुद से रहे इतना काफी है।

Mandiro me 2 rupee ka prasad chada keh,
Laakho maangne wale bhi matlabi se kam nahi.
मंदिरों में २ रुपे का प्रसाद चढ़ा के,
लाखो मांगने वाले भी , किसी मतलबी से कम नहीं।

Is matlabi duniya me sab kuch bikta hai,
Bas aapke pass kharidne ke paise hone chahiye.
इस मतलबी दुनिया में सब कुछ बिकता है,
बस आपके पास खरीदने के पैसे होने चाहिए

Rishtey matlab ke mere sath mat jodo yaaro,
Masum sa dil hai mera isme aur tootne ki himmat nahi.
रिश्ते मतलब के मेरे साथ मत जोड़ो यारो,
मासूम सा दिल है मेरा, इसमें और टूटने की हिम्मत नही।

matlabi rishte shayari

Ajeeb log hai is duniya me,
Log yaad dusro ko bhi matlab se karte hain.
अजीब लोग है इस दुनिया में ,
लोग याद दूसरी को भी मतलब से करते है।

Insaan ke andar insaniyat dhoodhna jaise,
Matlab ke Bazaar me samaan free ka mangna.
इंसान के अंदर इंसानियत ढूढने जैसा,
मतलब के बाजार में समान फ्री का मांगना।

Leave a Reply